ROSE
02-28-2010, 10:11 AM
Abhi Is Taraf Na Nigah Kar Main Ghazal Ki Palkein Sanwar Lon
Mera Lafz Lafz He Aaina Tujhe Aaine Mein Utar Lon
To Tamam Din Ka Thaka Hua Mein Tamam Shab Ka Jaga Hua
Zara Thehar Ja Is Mor Pe Ik Shaam Sath Guzaar Lon
Koi Ajnabi Teri Raah Mein Mere Pas Se Yon Guzar Gaya
Mere Dil Mein Yeh Tarap Hui Tera Naam Le Kar Pukar Lon....
............
Tere hath ki kash main wo Lakeer ban jaun.
Kash main tera muqaddar teri taqdeer ban jaun.
Main tujhe itna chahun k tu bhool jaye har rishta.
Sirf main hi tere har rishtay ki tasweer ban jaun.
Tu Aankhain band kare to Aaun main hi nazar.
Is tarah main tere har khuwab ki taabeer ban jaun...!!