PDA

View Full Version : Kyun kar na meray dil mein ho Ulfat Rasool (SAW)ki


ROSE
02-28-2010, 09:23 AM
Kyun kar na meray dil mein ho Ulfat Rasool (SAW)ki
Jannat mein lay kay jaey Ghi Chahat Rasool (SAW)ki

Chalta hoon mein be Qafelay walo ruko zara
Milnay do bus mujhay be Ijazat Rasool (SAW)ki

Phochay Jo Din-o-Iman Nakerain Qabr mein
Us waqt meray lab pay ho Midhat Rasool(SAW) ki

Tarpa kay un kay Qadmo mein mujh ko Gira day Shok
Jis waqt ho lahad mein Ziyarat Rasool (SAW)ki

Sarkar nay bula kay Madina dikha dia
Ho ghi mujhay naseeb Safa"at Rasool (SAW)ki

Ya Rab dikha day Aaj ki Shab Jalwaey Habib
Ik bar to Aata ho Ziyarat Rasool (SAW)ki

Damen mein un kay lay lo pannah Aaj munkiro
Mahengi paray ghi warna Adawat Rasool (SAW)ki

To hai Ghulam Un ka Ubad-e-Raza teray
Mahshar mein ho ghi saath Himayat Rasool (SAW)ki

Kyun kar na meray dil mein ho Ulfat Rasool(SAW) ki
Jannat mein lay kay jaey Ghi Chahat Rasool(SAW) ki

Hamzaking
02-28-2010, 08:28 PM
subhan allah

Ghuncha
05-23-2010, 02:47 PM
Nice Sharing ....

!«╬Ĵamil Malik╬«!
07-01-2010, 02:52 PM
Nice Thnx For Sharing

HUD BOYS
07-03-2010, 03:12 PM
Nice Sharing,,,,,,

LAMS
07-18-2010, 03:38 AM
nice
thx for shairing

(‘“*JiĢäR*”’)
08-06-2010, 04:50 PM
nice sharing

FarazAli
10-03-2010, 05:59 PM
nice sharing....

~ Sanam Khan ~
05-30-2011, 06:12 PM
subhanALLAH

Owi
08-25-2011, 11:16 PM
Nice Thread
Jazak-Allah

Abewsha
08-27-2011, 06:35 AM
subhanallah...
v nice sharing...!!

Copyright ©2008
Powered by vBulletin Copyright ©2000 - 2009, Jelsoft Enterprises Ltd.