Cute E$hal
02-25-2010, 02:19 PM
Achanak kis ko yaad aai humari
Kahani kis ne duhrai humari
Ye hungamain tum apne sat rako
Humain kaafi hai tanhai humari
Guzishta hawa se guftago ki
Chiraghon ne qasam kai humari
Nazar aaya hai wo beemar apna
Kuali jis par masihai humari
Teri khushbo se hai abad ab tak
Ye bagh e dil ye angnai humari
Chalo aaya na aaya,wo jane wala
Sada tu lot k aai humari
Zameen abad hoti ja rahi hai
kahan jayegi tanhai humari
Kahani kis ne duhrai humari
Ye hungamain tum apne sat rako
Humain kaafi hai tanhai humari
Guzishta hawa se guftago ki
Chiraghon ne qasam kai humari
Nazar aaya hai wo beemar apna
Kuali jis par masihai humari
Teri khushbo se hai abad ab tak
Ye bagh e dil ye angnai humari
Chalo aaya na aaya,wo jane wala
Sada tu lot k aai humari
Zameen abad hoti ja rahi hai
kahan jayegi tanhai humari