ROSE
02-24-2010, 06:36 PM
Hazrat Abu Umama Radiallah Ta'ala Anho say Riwayat hai kay Tajidar-e-Madina (Salallaho Ta'ala Alehi Wassalam) ka guzar aik ultay sonay walay par huwa Aap Salallaho Ta'ala Alehi Wassalam nay pair mar kar Farmaya utho yeh Jahanumyuon ka Laitna hai. Faizan-e-sunnat, page:852