Log in

View Full Version : Dua hazrat ali (r.a)


fog
02-16-2010, 01:50 PM
DUA HAZRAT ALI(R.A)
maire ALLAH! mairi izzat k lie yhi kafi hai k may taira banda hoon..aur maire fakhar k lie yhi kaafi hay k tu maira parwardigar hay
tu aisa hi hay jaia may chahta hoon ...bas tu muje waisa bna de jaisa tu cha hta hay....
AAMEEN...

P!nk>gurl
02-17-2010, 08:45 PM
ameen....thnc for sharing

life2
02-18-2010, 10:58 PM
nyc sharing...ameen.

fog
02-19-2010, 11:21 AM
sum AAMEEN
thanx

fog
02-20-2010, 12:03 PM
maire khayal se aisi batain fitne aur fasad ka bais ban sakti hain yha
aur waise bhi hamare paas ita knowledge nhi hay k ham is baat pe behas kar sakain
is lie behtar ho ga k ham sirf ALLAH se behtari aur apne ilm may izafe ki dua maange
baqi ALLAH KNOWS THE BEST
and we dont know...........:s1:

Zafina
02-20-2010, 12:20 PM
Ameen ..........

fog
02-20-2010, 12:25 PM
sum aameen:ameen:

~~~BACK FROM HELL~~~
02-22-2010, 11:06 PM
Farman e Hazrat ali a.s

YA Allah main tare ebadat janat k lihay nhi krta or na he jahanum k khof say karta hn or main tare ebadat islie karta hn kyu k tu like e abadat hai.




or aik jaga mola ammer ul momineen Ali ibn abi talab sy kisi nein sawaal kia ya Ali a.s app ko janat ka dar nhi hai??tou mola nein muskara kr farmaya janat ko takseem krnay wala main Ali ibn abi talib hn or mare zoja khatoon e janat hein or meray betay janat k sardaar hein.

Hamzaking
02-27-2010, 08:50 AM
Jazak allah

SUM ONE
03-09-2010, 06:15 AM
JazakAllah Khair

~~~BACK FROM HELL~~~
03-10-2010, 01:26 AM
THANXXXXX broooooooo

life2
03-12-2010, 07:17 AM
jazakallah

~ABDULLAH~
03-12-2010, 07:48 PM
Masha'ALLAH..
Superb
JAZAKALLAH.

shani
03-12-2010, 08:11 PM
Ameen..

!«╬Ĵamil Malik╬«!
03-13-2010, 06:42 PM
jazakallah

Dordixs
03-28-2010, 05:11 AM
HAZRAT AliR.A:
1 Insaan Apni Toheen Muaaf Kar Sakta Hai Bhool Nahi Sakta
2 Kabhi Na Girna Kamaal Nahi Balke Gir Ke Sanbhal Jaana Kamaal Hai.

HAZRAT AliR.A :
"Jiska raabita
khuda ke saath ho wo naakaam nahi hota"
"Naakaam wo
hota hai Jiski
umeedein
duniya se
waabasta hon"

HAZRAT AliR.A :
Do tarah se cheezen dekhne me Chotti nazar aati hein"
Ek dooor se..,
or
Doosra gharoor se..."

HAZRAT AliR.A :
Apne dushman ko hazaar mouqay do ke woh tumhara dost ban jaye.
Lekin...
Apne dost ko aik bhi mouqa na do ke woh tumhara dushman ban jaye.


HAZRAT AliR.A :
Mein baron ki izzat is liye karta hun ke unki nekiyaan mujse zaida hen
or
choton se pyar is liye karta hun ke un ke gunah mujh se kam hen"

Hazrat Ali R.A Ne Farmaya:
Jisne Kisi Ko Akele Me Nasihat Ki
Usne Usse Sanwar Dya.
Or
Jisne Kisi Ko Sb Ke Samne Nasihat Ki
Usne Usko Mazed Bigar Dya.

HAZRAT AliR.A :
"Khush mizaji hamesha khoobsurti ki kami ko poora kar deti hai,
Laykin
Khoobsurti khush mizaji ki kami ko poora nahi kar sakti "

HAZRAT AliR.A :
"Jis shakhs ke ache DOST hon,
woh kabhi ghareeb nahi hota"

HAZRAT AliR.A :
Agar tum Mout ki Raftar ko Daikh Laity to tum Zaroor Ummeedon Or Umangon Sey Nafrat karty
Or hargiz in Me Maghroor Na hoty.

Hazrat Ali R.A Ka Farman
“Saza Dene Main Dair Karo Yahan Tak Ke
Tumhara Ghussa Thanda Ho Jaye…”


"HAZRAT ALI R.A"
"Ager kisi ko ache tareeke se phechanna hai to us se mulakat karo
kiun ke insaan apni zibaan ke neeche chupa howa hota hai."

"HAZRAT ALI R.A"
Woh Gunah jis ka tumhe ranj ho
Allah k nazdik us neki se behtar hai
ji se tum mein ghuroor peda ho jaye

"Hazrat Ali. R.A"
"zindagi ki asal khoubsurati ye nahi k aap kitney khush hain,
balke zindagi ki real khoubsurati to ye hai ke doseray aap se kitnay khush han".

fog
03-29-2010, 10:20 AM
ya i agree sana siso
share karain magar q k ham may se koi bhi alam nhi is lie in baaton pe behas nhi karni chahie jab tak k khud ko sahi ilam na ho

ALLAH TALA HAM SAB K ILAM MAY IZAFA FARMAYE AUR HAMAIN SEEDHA RASTA DIKHAE AAMEEN
thanx for replying all

~~Humble~~
04-06-2010, 10:24 PM
Jazak allah--------------------------------

!~~**KhAmOsH__NaInA**~~!
04-13-2010, 12:06 PM
JAZAK ALLAH fog siso and doriox for such a wonderful sharing

Mehak0
04-13-2010, 07:32 PM
Jazakallah

Diwa
04-15-2010, 05:17 AM
ya i agree sana siso
share karain magar q k ham may se koi bhi alam nhi is lie in baaton pe behas nhi karni chahie jab tak k khud ko sahi ilam na ho

ALLAH TALA HAM SAB K ILAM MAY IZAFA FARMAYE AUR HAMAIN SEEDHA RASTA DIKHAE AAMEEN
thanx for replying all

Ameen sum Ameen!

SilentObserver
04-19-2010, 12:32 AM
Jazak allah

princess11
04-23-2010, 07:58 PM
jazakAllah for nice sharing

~ Sanam Khan ~
04-23-2010, 11:57 PM
Jazakallah

SHAYAN
04-24-2010, 12:59 AM
ameeen ..

FAJAAN
06-25-2010, 03:29 PM
JazakAllah

maliksaim
11-02-2010, 11:04 AM
i like this sharing. keep on sharing please

RoOZ SoOChTa HouN
11-18-2010, 04:18 PM
JazakALLAH .. TFS

life
07-01-2011, 05:58 PM
nice sharing.............

JazakALLAH ..

!~*SOoLi
07-03-2011, 04:45 AM
ہاہا، فوگ بہت ہی متاثر کن صبر سے بہرپور جواب دیے آپ نے، اسے ہی دانشمندی کہتے ھیں، ۔۔ میں کچھ کمنٹس غیر ضروری سمجھ رہا ھوں انہیں ڈیلیٹ کر رہا ھوں۔۔
اور جزاک اللہ اتنی پیاری دعا شئر کی آپ نے

Copyright ©2008
Powered by vBulletin Copyright ©2000 - 2009, Jelsoft Enterprises Ltd.