Rumisha
02-14-2010, 10:12 AM
http://lh6.ggpht.com/_6XrgxjlrjCg/SRvot7wXjLI/AAAAAAAADLU/9AFIETNkJY8/131.gif
Kbhi hm pe woh jan diya krte the,
jo kehte the woh maan lia krtay the,}
Aaj pass se anjaan ban kr guzar gay,}
jo door se hi pehchan liya karte the.
Kahan se aati hain yeh hichkiyan?
Na jane kon fariyad karta hai?
Rubb hamesha Salaamat rakhe usko;
jo hume Apne dil se yaad karta hai.
Har dil me dard chupa hota he.
Baya karne ka andaz juda hota he.
Kuch log ashko me dard baha dete he.
Aur kisi ka dard hasi me chupa hota h.
Ek Aur zakham khaaKar dekhenge
usko dard apna sunaaKar dekhenge
uski hasrat hai agar dil todne Ki
dil apna hum sishe Ka banaaKar dekhenge
Kbhi hm pe woh jan diya krte the,
jo kehte the woh maan lia krtay the,}
Aaj pass se anjaan ban kr guzar gay,}
jo door se hi pehchan liya karte the.
Kahan se aati hain yeh hichkiyan?
Na jane kon fariyad karta hai?
Rubb hamesha Salaamat rakhe usko;
jo hume Apne dil se yaad karta hai.
Har dil me dard chupa hota he.
Baya karne ka andaz juda hota he.
Kuch log ashko me dard baha dete he.
Aur kisi ka dard hasi me chupa hota h.
Ek Aur zakham khaaKar dekhenge
usko dard apna sunaaKar dekhenge
uski hasrat hai agar dil todne Ki
dil apna hum sishe Ka banaaKar dekhenge