fog
02-13-2010, 10:03 AM
aik baar kisi machar ne aik aadmi ko din k time kaat lia........
aadmi: arre pehle to tum raat ko kaata karte thay aaj din ko kio
machar: kia karon bhai jab se zardari ka zamana aaya hai haalat bohat kharab chal rhe hain
isi lie over time laga rha hoon