K@IN@@T
02-12-2010, 02:32 PM
~ Har Baar..
Mere saath hi aisa kiu hota hai?
Mere hissay ki saari baarish,
Kisi aur ke aangan me baraz jaati hai..
~ Har Baar..
Mere sath hii khushiyaan,
Kiyun aankh macholi kheltii hein?
~ Har Baar..
Mere sapne mujhse,
Kiyun rooth jaate hein?
Mere sapno ki taabirein kiyun,
Dusron ki zindagi ka hissa ban jaati hein?
Aye mere KHUD...A!
Mera gunaah to bata..
~ Har Baar..
Kiyun mujhe kashmakash ki,
Ye jang lardni pardti hai??
Mere saath hi aisa kiu hota hai?
Mere hissay ki saari baarish,
Kisi aur ke aangan me baraz jaati hai..
~ Har Baar..
Mere sath hii khushiyaan,
Kiyun aankh macholi kheltii hein?
~ Har Baar..
Mere sapne mujhse,
Kiyun rooth jaate hein?
Mere sapno ki taabirein kiyun,
Dusron ki zindagi ka hissa ban jaati hein?
Aye mere KHUD...A!
Mera gunaah to bata..
~ Har Baar..
Kiyun mujhe kashmakash ki,
Ye jang lardni pardti hai??