Humaila
11-06-2008, 12:05 AM
ki thi shurwaat ek chotey sey mazak se..
mazak dard ban jayega ye malum na tha..
samajhte the jise hum apna DOST
wo aik din PYAR ban jayega ye malum na tha.
mazak dard ban jayega ye malum na tha..
samajhte the jise hum apna DOST
wo aik din PYAR ban jayega ye malum na tha.