Ghuncha
02-09-2010, 05:09 PM
Main paa saka na bhula saka,
Na Dil ki baat bata saka.
Wo hansi hansi main hi chal diya,
Main haath tak na hila saka.
Yon hi sochta raha deir tak,
Magar us ko kuch na bata saka.
Ye maqaam hi tha ajeeb sa,
Main khud ko bhi na bacha saka.
Wo juda hua to kuch is tarah,
Koi rasm tak na nibha saka.
Na Dil ki baat bata saka.
Wo hansi hansi main hi chal diya,
Main haath tak na hila saka.
Yon hi sochta raha deir tak,
Magar us ko kuch na bata saka.
Ye maqaam hi tha ajeeb sa,
Main khud ko bhi na bacha saka.
Wo juda hua to kuch is tarah,
Koi rasm tak na nibha saka.