ROSE
02-07-2010, 09:52 PM
ho baho jaisay wo sorat meray humraaz ki thi
hum pe kai gozri qayamat shab-e-wada mat pooch
k her awaaz per aahat teri awaaz ki thi
naghma zan u koe gozara hai rag-e-jan k qareeb
dil ki dharkan thi k laay jaisay kise saaz ki thi
daykh tu kaun hai aay dil shab-e-tanhai main
goonj kano main kise rasbhari awaaz ki thi
keun rakhain dil ki tabahi ka kise par ilzaam
es main taqseer nigah-e-galat andaaz ki thi
zakhm khatay he sitam par ye sitam aur hoa
mur k dekha tu wo burchi meray dumsaaz ki thi
Bazm jis aas par ek umer ganwa de hum ne
pher nahi aae wo sa'aat k jo aaghaaz ki thi