K@IN@@T
02-07-2010, 09:09 PM
Na main paas usko bula saki,
Na dil ki baat bata saki,
Wo hansi hansi mein chal dia,
K main haath tak na mila saki,
Yunhi sochti rahi door tak,
Magar usko kuch na bata saki,
Ye Mukaam hi tha ajeeb sa,
K main khud ko b na bacha saki,
Wo juda hua kuch is tarha,
Koi rasam tak na nibha saki,
Usse jana tha wo chala gaya,
Usse aaj tak na bhula saki....!!
Na dil ki baat bata saki,
Wo hansi hansi mein chal dia,
K main haath tak na mila saki,
Yunhi sochti rahi door tak,
Magar usko kuch na bata saki,
Ye Mukaam hi tha ajeeb sa,
K main khud ko b na bacha saki,
Wo juda hua kuch is tarha,
Koi rasam tak na nibha saki,
Usse jana tha wo chala gaya,
Usse aaj tak na bhula saki....!!