Shaam
02-07-2010, 12:00 PM
ab aur nahi bus meri jaan
chanchal hawa akei mujh sei kheley gi
chand phir ahtmaam sei mere kamrey mei utrey ga
kamrey mei baharo ka sama hoga
mera chand ghoonghat mei chupa hoga
us ko ghoonghat sei jab mei azaad karooga
chupnei ki wo mujh sei faryaad karei ga
aakh ka kajal, bikhra anchal
gajra mehendi aur singhaar
itnei hongei us kei hathyaar
aur mei honga khali hath
khali hath mei jab usei malaal maal karooga
raat ka anchal dheerey dheerey dhul ka ruk jaye ga
aur asmaan ka chand
mujh sei jal kei kahein doooor chup jaye ga
(ibn e insha)