Rumisha
02-07-2010, 10:29 AM
http://lh4.ggpht.com/_5DlICSIeA7A/Sweem13J_PI/AAAAAAAAABU/VbM0Au_8QRs/s400/4d3cf1af41b6aec437c5b4d.jpg
mila wo bhi nahi karte mila hum bhi nahi karte
wafa wo bhi nahi karte wafa hum bhi nahi karte
unhe ruswai ka dukh hume tanhai ka darr
gila wo bhi nahi karte shikwa hum bhi nahi karte
kisi mor par takrao ho jata hai aksar
ruka wo bhi nahi karte thehra hum bhi nahi karte.