K@IN@@T
02-05-2010, 08:26 PM
hum silsilay jo wafa k rakhtay hain
hoslay inteha k rakhtay hain
hum kbhi bud- dua nahi detay
hum saliqay dua k rakhay hain
un k daman bhi jalatay dekhay hain
woh jo daman bacha k rakhtay hain
hum nahe hain shikast k qail
hum safinay jala k rakhtay hain
jis ko jana hai woh chala jaye
hum diye sub bujha k rakhtay hain
hum b ketne ajeeb hain faraz...
Dard ko dil bna k rakhtay hain
__________________
hoslay inteha k rakhtay hain
hum kbhi bud- dua nahi detay
hum saliqay dua k rakhay hain
un k daman bhi jalatay dekhay hain
woh jo daman bacha k rakhtay hain
hum nahe hain shikast k qail
hum safinay jala k rakhtay hain
jis ko jana hai woh chala jaye
hum diye sub bujha k rakhtay hain
hum b ketne ajeeb hain faraz...
Dard ko dil bna k rakhtay hain
__________________