Shaam
02-04-2010, 09:04 PM
dard phel jaye tou
ek waqt ata hai
aazda gazeedo ke hoslei nahi chaltey
dasht e beyaqeeni mei asery nahi chaltey
zehro ki ankhon mei
manzilein na jab tak hon; qafley nahi chaltey
ek zara tawajja sei dekhyeh tou khulta hai
log in pei chaltey hain, rastey nahi chaltey
sochnei samjhnei sei sath sath chaltey hain
doosyaa simat ti hain faslei nahi chaltey
khaab ankhon mei ratjagey nahi chalety
darguzar kei halqay mei masley nahi chaltey
do dilo ki qurbat mei teesra nahi hota
wastey nahi chaltey
bakht sath chalta hai taba azmaaon kei
waqt raam karnei mei tazjiyeh kei dawo kia
tajurbey nahi chaltey
ishq ke ilaqay mei hukm e yaar chalta hai
zabtey nahi chaltey
husn ki adalat mei aajizi tou chalti hai
martabey nahi chaltey
dosti ke rishto ki parwarish zaroori hai
silsiley talluq kei kudh sei ban tou jatey hain
lekin in shagoofo ko tootnei bikharnei sei
rokna bhi parta hai
chahto ki matti arzoo kei podoo ko
senchna bhi parta hai
ranjisho ki bato ko bhoolna bhi parta hai