Hussain
11-05-2008, 01:17 PM
Dil k sanatoun mein rhny waly tanha tum he nhi
tanhaai sy batein kerny waly tanha tum he nhi
Iss ISIQ ny barbaad kiya hai her shaks ko
Iss Isiq mein bikerhny waly tanha tum he nhi
kheny ko tu faqat ek dil he tota hai
apna sab kuch lutany waly tanha tum he nhi
hansty huwy chery hain yahan sab ky
dard yun chupaany waly tanha tum he nhi
shab-e-tanhaai ki dastaan ek si hai sab ki
andheroon mein rehny waly tanha tum he nhi
Aisa lgta hai ek saza ho zindagi meri
iss Qaid mein rehny waly tanha tum he nhi
iss sheher mein aur bhi deewanne hain
dar dar bahatakny waly tanha tum he nhi...