M A H i
02-03-2010, 09:29 PM
Bhalay dinoon ki baat hai
bhali si eik shakl thi
na yeh kay husn-e-taaam ho,
na dakhnay main aaam si
na yeh kay chalay to
kahkashaan si rahguzar lagay
mugar wo saath ho to
bhala bhala safar lagay
na aashqi Junoon ki
kay zindagi azaab ho
na isqadar kathorpun kay dosti azaab ho
na ikhtalaat main wo rum
kay budmazaa hoon khuwahishain
na isqadar supurdagi kay zich karain nawazishain
na Mudatoon juda rahay
na Sath subha Sham Ho
Na rishtay Wafa pay zidd
na yeah kay Azn-e-Amm Hoo
phir eik roz kia hoa
wafa pay bahes chhir gai
mein ishq ko amar kahoon woh meri zid say chir gai..
mein ishq ka aseeer tha, woh ishq ko kafas kahay
kay Umar bhar kay sath ko woh budtaraz hawas kahay
...main koi painting nahi kay eik frame main rahoon
wohi jo mun ka meeet ho usi kay praim mein rahooon
tumhari soch jo bhi ho, main is mizaaj ka nahi
tumhi say mujh ko piar hai yai baaat aaj ki nahi
Shajar hijar nahin hain Hum
Jo hamesha pa Ba gul rahain
Na dhool hain kay Rasian
galay mein mustakil rahain..
So upna upna raasta hunsi khushi badal lia
Woh apni rah chal padi... mein apni rah chal padaaa
Bhalay dinoon ki baat thii
Bhali si us ki dosti ...
Ab uski yaad, Raat din
Nahi, Magar Kabhi khabi :)