Hussain
11-05-2008, 01:16 PM
Dil jalane ki baat karte ho
aashiyane ki baat karte ho
ham ko apnii khabar nahi yaro
tum zamane ki baat karte ho
saari duniya k ranj-o-gham de kar
muskuraane ki baat karte ho
zikr mera suna to chi_d ke kaha
kis deewane ki baat karte ho
haadsaa tha guzar gaya ho ga
kis ke jaane ki baat karte ho ..
aashiyane ki baat karte ho
ham ko apnii khabar nahi yaro
tum zamane ki baat karte ho
saari duniya k ranj-o-gham de kar
muskuraane ki baat karte ho
zikr mera suna to chi_d ke kaha
kis deewane ki baat karte ho
haadsaa tha guzar gaya ho ga
kis ke jaane ki baat karte ho ..