Log in

View Full Version : Faasla itna barhanay ki zaroorat kia thi


K@IN@@T
02-03-2010, 04:08 PM
Faasla itna barhanay ki zaroorat kia thi


Faasla itna barhanay ki zaroorat kia thi
Tujhay mujh say rooth kar jaanay ki zaroorat kia thi

Ab jo mujh say rooth kar audaas rahtay ho
Apna haath meray haath say chorany ki zaroorat kia thi

Dunia kab kisi kay gham ko apna gham samajti hay
Tujay apna gham dunia ko deekhanay ki zaroorat kia thi

Main Aaj tak ais baat ko nahi samaj paya faraz
Jab saath tumharay main tha tu tumhain dunia ki zaroorat kia thi

!~*AdOrAbLe*~!
02-03-2010, 05:24 PM
really nice

K@IN@@T
02-04-2010, 04:18 PM
thank u

dont depend on others
02-04-2010, 04:32 PM
bohat achay

SHAYAN
07-03-2010, 04:20 AM
Nice...

FarazAli
10-09-2010, 04:57 PM
nice sharing

Copyright ©2008
Powered by vBulletin Copyright ©2000 - 2009, Jelsoft Enterprises Ltd.