Ghuncha
02-02-2010, 06:38 PM
"MERA NAAM AITABAR HAI"
Usne kaha tumhay mujhse kitna piyar hai,
Maine kaha sitaro ka koi shummar hai?
Usne kaha kon tumhay sab se ziada aziz hai,
Maine kaha dil par jis ka ikhtiyar hai.
Usne kaha konsa tohfa hai tumhay pasand,
Maine kaha wohi jo tum par udhar hai.
Usne kaha sath kab tak nibhao gay,
Maine kaha jitni saanso ki raftar hai.
Usne kaha mujhko yaqeen aaey ga kaisay,
Maine kaha aazma kar dekh lo,""MERA NAAM AITABAR HAI"