Zafina
02-01-2010, 12:04 PM
Bethy Waqto ki parcha'yan ab bhi pecha karti hay
Yaad tumhari ab bhi a kar dil mai mahka karti hay
Chanda ka khamosh safar thu anko mai kaat jata hay
aik larki afsorda si raatho mai jaga karte hay
Rim jhim barsato mai ab bhi shakh pe jhooly parthy hay
ab bhi badal athy hay aur bahka barsti hay
Un sharmili anko mai ab tak wo sapny sajthy hay
Shehnai si un anko mai ab bhi gunja karte hay
Jin sharmili Anko may'tum nai apna dil koya tha
wo sundar'komal larki ab rasta deka karti hay
wo ju tum ku pyaari thi'wo ju bharsato mai gati thi
Kirki may wo koyal kali ab bhi aya karte hay
Raath k sanato mai hansi kon bajaya karta tha
Shaam k dhalthy saayo mai ab pagli roya karti hay
Hum dehleez pe baity raah tumhare deka karthy thy
Khushboo dar chambaili Darwazo pe saaya karti thii