Zafina
02-01-2010, 11:57 AM
Phool,Khushboo Ku Hawa mai zara Gahra Likna
Saat rango mai kabhi us ka sarapa likna
Titlian Rang liye Pherte hay charo janib
Kitna Mushkil hai Baharo ka qaseeda likna
Chandni ruth mai yu sochty rehna tuj ku
Chand Ashko mai Bhigo kar tujhy pyaar likna
Mai hu,pani ka safar aur musafath lambi
Chashm hairan thu usy aik jazeera likna
Saad Acha nahi lagta muj ku ras'man milna
Dour rehny ka Sabab likna thu itna likna