~wish munda~
02-01-2010, 12:14 AM
chalo aik baar phir se ajnabi ban jaayen hum dono
na main tum se koi ummid rakhun dil navaazii
na tum meri taraf dekho galat anddaaz nazaron se
na mere dil ki darkan larkhad aaye meri baaton mein
nazaahir ho tumhari kash makash kaa raaz nazaron se
Ta'arruf rog ho jaaye to us ko bhuulanaa behatar
Ta'allug bojh ban jaaye to us ko torna achaa
wo afsaana jise takamill tak laanaa na ho mumkin
use ek khubasurat mor de ker chorna acha
chalo aik bar phir ajnabi ban jaayein hum dono