ROSE
01-29-2010, 04:37 PM
Sarkar-e-Madina (Salallaho Ta'ala Alehi Wa'alehi Wassalaam) Farmatay hain: Jo Shaks Allah Ta'ala Ka Zikr karta hai aur jo Allah Azawajal ka Zikr nahi karta un ki misl aesi hai jaisay aik Murda aur aik Zinda. (Bukhari Sharif)