K@IN@@T
01-29-2010, 02:44 AM
door tak chhaye the baadal aur kahin saaya na tha
is tarha barsaat ka mausam kabhi aaya na tha
kya mila aakhir tujhe saayon ke peeche baag ker
aey dil-e-nadaan tujhe kya humne samjhaya na tha
khoob roye chhup ke ghar ki chaar deewari me hum
haal-e-dil kehne ke qabil koi humsaaya na tha
sirf khushboo ki kami ghaur ke qabil
warna gulshan mein koi bhi phool murjhaya na tha