Ghuncha
01-28-2010, 04:59 PM
Main ek kaghaz hon
Jab dil chahe mujh pe apni feelings likh dena
Jab gusa Aaey mujh pe utar lena mujhe phar dena
Jab tumhare Aanso niklen to mujhe istemal krna
Main tumhare Aanso pi jaun ga
Magar
Mujhe istemal krne k bad phaink mat dena
Q k
Jab tum ko sardi lage gi to
Main apne aap ko jala loon ga .