Shaam
01-28-2010, 10:55 AM
koi mujh ko mrea bharpoor sarapa laadey
mere bazoo meri ankhein mera chehra laadey
aisey darya se jo kisi aur samnder mei girey
is se behter hai mujh ko mera sehra ladey
aur kuch nahi chaiyah tujh aye meri umr e rawan
mera bachpan merei jugnoo meri guryaa ladey
naya mausam meri beenai ko tasleem nahi
meri ankho ko wohi khaab purana laadei
jis ki ankhein mujhey ander sei bhi parhsakti hain
merei sheher mei koi tou chehra aisa ladei
kashti e jaan tou bhanwar mei kai barso sei
merei Khuda mujh ko dibo de ya kinara ladey