ROSE
01-27-2010, 06:49 PM
koi aais pal bhi huwa kare
main kahun to bas wo suna kare
meri fursatain
mere mashgaly,
sabhi apbne naam likha kare
koi bat ho kisi sham ki
koi zikar ho kisi rat ka
jo sunane baithun usay kabhi
wo sune to sun k hansa kare
jo main kahun chalo us nagar
jahan jugnuon ka hajum ho
wo palat k deakhe meri taraf
to mujh ko pagal kaha kare
koi aaisa pal bhi huwa kare
main kahun to bas wo suna kare
meri fursatain
mere mashgaly,
sabhi apbne naam likha kare
koi bat ho kisi sham ki
koi zikar ho kisi rat ka
jo sunane baithun usay kabhi
wo sune to sun k hansa kare
jo main kahun chalo us nagar
jahan jugnuon ka hajum ho
wo palat k deakhe meri taraf
to mujh ko pagal kaha kare
koi aaisa pal bhi huwa kare