PDA

View Full Version : Emaan aur Muhabath


Zafina
01-27-2010, 01:00 PM
Emaan aur Muhabath
Malka Noor Jehan Chunky Raks (dance) ki taraf Mayel the aur Shehanshah Jahanger k dil mai samy huwe the..Is liye is nai hikmath i amali sai kam lay kar Abdullah Shustari ku saltanat ka Ameer i Shariyath bana deya...Jahager is ki Bad mazhabi sai na wakif tha....Aik din Abdullah "Dewar hum ghosh darad " ki haqeeqath sai ghafeel hu kar kahny laga "za umar khuwesh bezaram k wo nam i umar de" yani may apni umar sai is liye baizar hu k is ka nam umar(razi tala anh) hay
Yah GHalat Alfaz jub Jahanger k kano sai takraye...us waqt noor jehan bhi badshah k pas the..jahanger ka chehra ghais o ghazab sai surkh hu gaya.........bijli ki surath k sath mayan sai talwar nikali aur us ghustakh ki taraf japtha....is manzar sai noor jehan k hush bhi ur gaye...Furan Jahanger k samny aye..mager jahanger nai nai us ki mutlak parwa na ki...aur ghunjdar awaz may kaha "Jaan i man ! tera jaan da dah am!Emaan na da dah am" yani "Ay Myre Jaan!may nai thujhy apni jaan de hay Emaan nahi "
Dosryy hi lamhy jaahnger ki shamsheer khar aishagaaf nai aik hi zarb mai Abdullah ku jahanum wisal kar deya.....us waqt Jahanger ki jabeen Adal aur insaaf sai aur eman wo haq parasti ka aisa Raoub wo Jalal tepak raha tha k Noor jehan ju us ki khilwat ghadah ka chiragh the...Khufzada hu agye..............

Hamzaking
02-27-2010, 08:06 AM
nice dear keep it up

Zafina
02-27-2010, 08:30 AM
thnx .........

life2
02-27-2010, 11:20 PM
nyc.....

Zafina
02-28-2010, 08:16 AM
thnx ...............

RIZZI~ALONE~KING
02-28-2010, 10:01 PM
nice yar love it .........:)

Zafina
03-01-2010, 09:20 AM
Thnx ..........

life
06-10-2010, 11:49 AM
nice...............

!«╬Ĵamil Malik╬«!
06-10-2010, 02:50 PM
nyc sharing

Zafina
06-16-2010, 02:46 PM
Thank you .......

Abewsha
06-05-2013, 04:05 AM
nice sharing.................

Copyright ©2008
Powered by vBulletin Copyright ©2000 - 2009, Jelsoft Enterprises Ltd.