Shaam
01-25-2010, 10:09 AM
yah jhuki jhuki ankhein
yah ruka ruka lehja
lab pei baar baar aakei
toot ta huwa fiqra
gard mei ati palkein
dhoop sei taba chahra
sar jhukaaye aya hai
ek umr ka bhoola
dil hazaar kahta hai
hath thaam loo us ka
choom loo yah peshani
lautnei ka doo tanha
koi dil sie khata hai
sarei huroof jhootey hain
aitbaar mut karna
aitbaar mut karna
yah ruka ruka lehja
lab pei baar baar aakei
toot ta huwa fiqra
gard mei ati palkein
dhoop sei taba chahra
sar jhukaaye aya hai
ek umr ka bhoola
dil hazaar kahta hai
hath thaam loo us ka
choom loo yah peshani
lautnei ka doo tanha
koi dil sie khata hai
sarei huroof jhootey hain
aitbaar mut karna
aitbaar mut karna