PDA

View Full Version : Kisi Shaam Gher Bhi Raha Karo (Shaam)


Shaam
01-23-2010, 08:37 PM
younhi besabab na phira karo kisi shaam gher bhi raha karo
yah ghazal ki sachi kitab hai isey chupke chupke parha karo

koi hath bhi na milaaye ga jo galei milo ge tapaak sei
yah naye mizaaj ka seher hai zara fasley sei mila karo

abhi rastey mei kai more hain koi aye ga koi jaye ga
tumhey jis nei dhil se bhuladia usey bhoolnei ki dua karo

kabhi parda nasheen ho ashiqana libas mei
mei jo ban sanwar kei kahein chaloo meri sath tum bhi chala karo

nahi wo behijaab chand sa kei nazar ka koi asar na ho
usei itni garmi e shauq se bari dier tak na taka karo

mujhey ishtihaar si lagti hain yah muhabbato ki khaania
jo kaha nahi wo suna karo jo suna nahi wo kaha karo

life2
01-23-2010, 08:50 PM
nyc....

Shaam
01-23-2010, 08:57 PM
thanks

SHAYAN
06-27-2010, 03:27 PM
Nice....

~~KING~~
07-01-2010, 09:35 PM
very nice................:bu:

Copyright ©2008
Powered by vBulletin Copyright ©2000 - 2009, Jelsoft Enterprises Ltd.