!«╬Ĵamil Malik╬«!
01-23-2010, 04:34 PM
Na itna mare qareeb aa,
K mein door tujh se na ja sakoun,
Na itna mujh se pyar ker,
K main chahoun bhi to na bhula sakoun,
Mere hosh hawas na youn ura,
K main hosh main na phir aa sakoun,
Mare dil pe na youn naqsh ho,
K na bacha sakoun na mita sakoun,
Meri dharkno mein na dhark yun,
K main dharknain na sula sakoun???
K mein door tujh se na ja sakoun,
Na itna mujh se pyar ker,
K main chahoun bhi to na bhula sakoun,
Mere hosh hawas na youn ura,
K main hosh main na phir aa sakoun,
Mare dil pe na youn naqsh ho,
K na bacha sakoun na mita sakoun,
Meri dharkno mein na dhark yun,
K main dharknain na sula sakoun???