(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
01-19-2010, 04:05 AM
Khata karne wale, Kabhi insaf nahi karte
Dete hain ek thokar bhi, Aur maaf nahi karte
Apne dil ka faisla bhi, Inhe manjoor nahi hota
Ishq kar ke bhi kabhi, Intezaar nahi karte
Jaan se bhi pyare ho, kahiye to, khush hote hain
pyar mein kisi ke jaan ki, yeh parwah nahi karte
Khaate hain yeh kasam, Saath jeene marne ki
Mushkil bhari ho rahein, To paar nahi karte
Rakhte hain phool si hansi, Labon par hamesha hi
Yun to muskuraate huye, Katl-e-aam nahi karte
Khud mein ho kami to, Auron ko ilzam dete hain
Dil ke daag nazar aaye, To aaieene saaf nahi karte
Kitno ki duayen lete hai, Kitno ko hain barbaad karte
Koi phir bhi mil hi jaata hai, Inhe shaam dhalte- dhalte
Har zakhm ko, apni kismat, Maan leta hoon main
Kuch iss tarah ho gaya hoon, Har zulm sahate- sahate