momal ali
01-16-2010, 05:47 PM
paida rah-e-khalous main dushwariyan na kar
chahat nahi tu ham se ada-karaiyan na kar
]lafzon se khailne ki zarorat nahi tujhay
sada dilon k saath ye fankariyan na kar
jin se nahi lagaao unhain moun bhe mat laga
be-wajha har dukan se kharidariyan na kar
tu shak-e-gul hai koe amar bail tu nahi
wabasta har shajar se wafadariyan na kar
es shugl-e-bejawaaz se kia faida tujhe
dil mat dukha kise ka dilaazariyan na kar
taza hai dil pe daagh agar pehli choat ka
pher dosri shikast ki taiyariyan na kar
:laugh: :laugh: pata nahi kis ney itna tap jal kr likhi hey :laugh:
_________________[/COLOR][/B][/FONT][/SIZE][/CENTER]