Zafina
01-16-2010, 12:30 PM
Jala k tu bhi agr asra na de muj ku
yah khuuf hay k hawa per bhuja na de muj ku
May is khayal sai mour mour k dekta hu usy
Bichar k wo bhi kahi phir sada na de muj ku
Fiza i dasht agr ab may Ghar ku yaad karo
wo khak uraye k hawa rasta na de muj ku
Bas is khayal sai shab bhar may so nahi skta
k khuf i khwaab guzeshta jaga na de muj ku
Tere bakhair tere tarha may zinda rahu
Ya husla bhi dua kar khuda na dy muj ku
May is liye bhi usy khud manaonga
K muj sai rotny wala bhula na de muj ku