Zafina
01-16-2010, 12:28 PM
Ajab Garee the
Kitaab Kichaar may gir pare thii
Chamkthy Lafzoo ki mylii Ankoo mai
uljy Ansoo bulla rhy thy
magar mujhy hosh hi kaha tha
nazar may aik or hi jahan tha
naye naye manzaroo ki khwahish may
apny manzar sai kat gaya hu
naye naye dairo ki gardesh may
apny mahwaar sai hat gaya hu
Sila'Jaza'khuuf'Naumeedii
umeed'makan'beyakeenii
hazaro khano mai bhatt gya hu
ab is sai pehly k
Raath apni kamand daly
yah chahtha hu k luut jawo
Ajab nahi k wo kitaab ab bhi wahi pare hu
Ajab nahi k ajj bhi myre rah thak rahi hu
Chamkty lafzo ki mylii ankoo mai uljy ansoo
hawa o hirs o hawis ki sab geerd saaf kar deye
Ajab nahi myrer lafz muj ku maaf kar de
Ajab Gare thy
Kitaab kicharr may girr pare the
Kitaab Kichaar may gir pare thii
Chamkthy Lafzoo ki mylii Ankoo mai
uljy Ansoo bulla rhy thy
magar mujhy hosh hi kaha tha
nazar may aik or hi jahan tha
naye naye manzaroo ki khwahish may
apny manzar sai kat gaya hu
naye naye dairo ki gardesh may
apny mahwaar sai hat gaya hu
Sila'Jaza'khuuf'Naumeedii
umeed'makan'beyakeenii
hazaro khano mai bhatt gya hu
ab is sai pehly k
Raath apni kamand daly
yah chahtha hu k luut jawo
Ajab nahi k wo kitaab ab bhi wahi pare hu
Ajab nahi k ajj bhi myre rah thak rahi hu
Chamkty lafzo ki mylii ankoo mai uljy ansoo
hawa o hirs o hawis ki sab geerd saaf kar deye
Ajab nahi myrer lafz muj ku maaf kar de
Ajab Gare thy
Kitaab kicharr may girr pare the