Zafina
01-15-2010, 01:30 PM
Aik Taza Hakayath hai sun lo thu Anayath hay
Aik shakhs ku deka tha Taroo ki tarha hum nay
Aik shaks ku chaha ta Apno ki tarha hum nay
Aik shaks ku samjha tha Phoolo ki tarha hum nay
Wo shaks Qayamath ta Kia us ki karain batain
Din us k liye Pyida Or us ki hi thi Raatain
Kam milna kise sai tha Hum sai thi Mulakathye
Rang Us ka shahbi tha Zulfo may thy mahkarain
Ankain the k jado tha Palkain thy Talwarain
Dushamn bhi Agr dekain so jaan sai Dil harain
Kuch tum sai wo milta tha Baato may shubahat may
haan tum sa hi lagta tha Shukhi mai Shararat may
Lagta bhi tum hi sa tha Dastur i Muhabath may
Wo shakhs humy aik din Apno ki tarha bhoola
Taro ki tarha Dubba Phoolo ki tarha toota
Per Hath na aya wo hum nai tu buhat dhoonda
Tum Kis liye Shunkaye hu Kab zikr Tumhara hay
kab tum sai taqaza hay kab tum sai Shikayath hay
Aik Taza hakayatah hay Sun lo thu Anayath hay