(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
01-15-2010, 10:48 AM
Apna dard barha leti hun,
Usko paas bula leti hun,
Usko jab bhi dhondne niklun,
Apna aap ganwa leti hun,
Sab se juda rehne ki khatir,
Tanhayi ko dost bana leti hun,
Sari batein kar ke bhi main,
Uski baat chupa leti hun,
Woh to woh hai main aksar,
Khud se dhoka kha leti hun...
Usko paas bula leti hun,
Usko jab bhi dhondne niklun,
Apna aap ganwa leti hun,
Sab se juda rehne ki khatir,
Tanhayi ko dost bana leti hun,
Sari batein kar ke bhi main,
Uski baat chupa leti hun,
Woh to woh hai main aksar,
Khud se dhoka kha leti hun...