Ghuncha
01-13-2010, 08:04 PM
Aaj kuch waqt k lie paas mere kash tum aa jate
Bohat tanha hun main aaj kash tum aa jate
Kabhi khud ko itna kamzor na hone diya maine
Par aaj bikhar gaya hon main kash tum aa jate
Tumhi se milta hay hosla harpal mujhe
Chahiye aaj bahon ka sahara kaash tum aa jate
Barson se jee raha hoon bin tere "Wasi"
Aaj nahi guzer raha ek pal kaash tum aa jate
Waqt ki raftaar bhi jese thum si gai hay
Thum na jaye meri sans kaash tum a jate!
*.__.**.__.*