Ghuncha
01-13-2010, 07:59 PM
Lafzon ki justju may sab kuch ganwa dia.
Wo chal dia main tarz.E.Ada Dhundti rahi.
Us ko kisi ne rab se lia mang
aur main sajdy m gir k harf .E.Dua dhundti rahi.
*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*
Wo kehty hain hamy adat hy muskurane ki
per nadan na samjhain ye bhi ek ada hy ghum ko chupane ki.