life2
01-08-2010, 08:51 PM
Akhirat kou bhool betha fiker_e_duniya k evaz
Mout ka hamlaachanak beykhabar kaisa laga?
Hanstey hanstey tou nai duniya mai guzari zindagi
Aab neya zair_e_zameen yeh tang gharkaisa laga?
Dafan kar k qabr main sab bey khabar sey chal diye
Jis sey tou manoos tha ab woh besharkaisa laga?
Tou hansa karta tha auron kou pareshandaikh kar
Chal diya apnon kou rota chor kar kaisa laga?
Aab na woh takiya mulaim aur na woh bistar naram
Jism par do gaz kafan mitti par sar kaisa laga?