PDA

View Full Version : Golden words of Hazrat Ali (RA)


Humaila
10-31-2008, 11:55 PM
Jab mein chahta hoon "KHUDA"se baat karoon
to mein "NAMAZ"parta hoon
aur jab mein chahta hoon k "KHUDA" mujh se baat karey
to mein"QURAN" parhta hoon........
........
Mein "JANAT" k shoq mein ibadat nahi karta ye
ibadat nahi"TAJARAT"hai.....

mein"DOZAKH"k khof se ibadat nahi karta k ye
ibadat nahi"GHULAMI" hai.....

Mein ibadat sirf iss liye karta hoon k mera"RABB"
ibadat k laiq hai.....
,.,.,.,.,.,.,.,.,.,,..,.,.,.,.,.,.,.,.,.
"AY MERAY PARWARDEGAR!!!

jab tu meri"DUA"qabool karta hai to mujhey
khushi hoti hai k tu ne meri marzi poori ki....
Lekin
jab tu meri"DUA"qubool nahi karta to mujhey
aur bhi zyada khushi hoti hai k tu ne apni marzi
poori ki.....
...
Dunia mein wohi log sarbuland rehtey hain
Jo takabur k taaj ko door phenk detey hain.....
.................................................. ....................
Aghar hum in baton par AMAL karey.. To hum kabhi aisa na sochey "KASH hum iss dunya mein ay hi na hotey"..
Haar waqt ALLAH(swt) ka shukar karo.. Hum iss QABIIL na they jiss QABIL ALLAH(swt) ney humey bana dya hai. ..

safa
10-31-2008, 11:57 PM
nice

Humaila
10-31-2008, 11:59 PM
Thanks4TR...
ALLAH(swt) hum sub ko in baton par AMALmein laney ki tofeeq de.. AMIN

Nida-H
11-02-2008, 10:13 AM
Excellent..

AYAZ
11-02-2008, 10:38 AM
Jazak allah

Humaila
11-02-2008, 02:54 PM
Thanks4Rz.. Ayaz bro and Ruby sis..

Copyright ©2008
Powered by vBulletin Copyright ©2000 - 2009, Jelsoft Enterprises Ltd.