Ghuncha
01-07-2010, 08:38 PM
Me ne kaha mere liye B dua kiya kro
Us ne kaha is ki na fikar kiya kro
Me ne kaha mere zehan pe rehta hai bojh sa
Us ne kaha chupke se kahin ro liya kro
Me ne kaha tere khawab jaga dete hain
Us ne kaha raaton ko socha na kro
Me ne kaha raaton ko nend nahi aati hai
Us ne kaha soney ki koshish to kiya kro
Me ne kaha Dil me teri yaden hain
Us ne kaha k Dil ko samjhaya kro
Me ne kaha tere milne ki umed hai kia
Us ne kaha qismat pe bharosa kiya kro
Us ne kaha is ki na fikar kiya kro
Me ne kaha mere zehan pe rehta hai bojh sa
Us ne kaha chupke se kahin ro liya kro
Me ne kaha tere khawab jaga dete hain
Us ne kaha raaton ko socha na kro
Me ne kaha raaton ko nend nahi aati hai
Us ne kaha soney ki koshish to kiya kro
Me ne kaha Dil me teri yaden hain
Us ne kaha k Dil ko samjhaya kro
Me ne kaha tere milne ki umed hai kia
Us ne kaha qismat pe bharosa kiya kro