§~|~µð€η~|~547
01-07-2010, 06:40 PM
Agar main bata doon main kya chahta hoon
Nazron sy apni giraa to naa doo gi
JO main chata hon wo tum be chahoo
Moje koi kari saza to naa do gi.
Main Mohabaton main jabar ka kayal nahi
Dil laga k moj ko bhola to na do gi.
jo main bata dun myri maan main kya hai
Tum jaha main tamashaa bana to naa do gi
Darta hon tumhy main raz-e-Dil sonany sy
Tum hassi main baat uraa to naa doo gi.
Ager main bata dun main kya chata hon
Wafaon k badly jafa to na do gi or moj hi sy daman chora to naa loo gi.