(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
01-03-2010, 12:38 PM
raat ki khamoshi mausam mastana
dhundh pe machalta yeh dil deewana
nigahein bhi kehti raaze-e-dil suhana
bahon mein toh aao mere jaan-e-jana
hawaon ki sarrahat kare waqt rumana
ye hothon ki chuann kare jism noorana
aahon mein behta apna khayaal purana
jazbaton ka dariya or mere dil ka fasana
raat ki khamoshi mausam mastana
dhundh pe machalta yeh dil deewana
dhundh pe machalta yeh dil deewana
nigahein bhi kehti raaze-e-dil suhana
bahon mein toh aao mere jaan-e-jana
hawaon ki sarrahat kare waqt rumana
ye hothon ki chuann kare jism noorana
aahon mein behta apna khayaal purana
jazbaton ka dariya or mere dil ka fasana
raat ki khamoshi mausam mastana
dhundh pe machalta yeh dil deewana