ROSE
01-03-2010, 09:26 AM
Sunehri Aqwaal:
Jo shakhs Allah se darta hai woh kabhi badla nahi layta.
Hasad karnay waala maut se pehle mar jaata hai.
Kisi per aitamaad na karo,
jab tak usay ghussay may na dekh lo.
Maut ko yaad rakna nafs ki
tamaam bemarioan ki shifa hai.
Khushi insaan ko itna nahi sikhati
jitna keh gham.
Sachai ek aisi dawa hai jis ki lazzat karvi,
magar taseer meethi