kashan memon
12-30-2009, 08:22 PM
Ek pakistani ki dua!!!!!!!!
Kion Ankh mai behtay huay Ashkoon ki lari hai,
Chup reh mere hum watan Qyamat ki ghari hai,
Hota hia kuch ghumaan sa!
Maidaan_e_Hashar ka….
Har eik muslman ko apni hi pari hai,
Mit jaye mera daish ye hallaat bana kar,
Atraf ki her Quam tamashay pe khari hai
Phir surkh surkh hai merey daryaoon ka pani,
Lagta hai kahinn khoon ki barsat pari hai
In kafirooon ko jar se mita dy Aey mere “RAB”
Sub haath uthaoo k… DUAOO ki ghari hai
(request 2 pray for Pakistan and muslims)