ShArArTi MuNdA
10-29-2008, 01:33 AM
Tum zindagi ki zarurt ho meri~*~
abru ho meri or izzat ho meri~*~
khubsurti teri yun jalakne lagi hain~*~
tumhare liye jaan tarapne lagi hai~*~
aarzu ho meri tum tamanna ho meri~*~
sada sang raho tum ye khuwaish hai meri~*~
mohabbat ko meri tum abaad rakhna~*~
meri jaan muje tum sada yaad rakhna~*~
ye doori samajh lo hai chand lamhe~*~
muskura k isey ek sapna samjhna~*~
abru ho meri or izzat ho meri~*~
khubsurti teri yun jalakne lagi hain~*~
tumhare liye jaan tarapne lagi hai~*~
aarzu ho meri tum tamanna ho meri~*~
sada sang raho tum ye khuwaish hai meri~*~
mohabbat ko meri tum abaad rakhna~*~
meri jaan muje tum sada yaad rakhna~*~
ye doori samajh lo hai chand lamhe~*~
muskura k isey ek sapna samjhna~*~