!~*AdOrAbLe*~!
12-30-2009, 06:21 AM
Tujhe kia khabar teri yaad ne
Mujhe kaisy kaisy sata diya
kabhi khal'waton main hansa diya
kabhi mehfiloon main rulaa diya
Tere pyaar main kabhi yun hoa..
k namaz apni qaza hoi..
Teri justujoo ne kabhi kabhi
Mujhe mere RUB se mila diya
Mujhe kaisy kaisy sata diya
kabhi khal'waton main hansa diya
kabhi mehfiloon main rulaa diya
Tere pyaar main kabhi yun hoa..
k namaz apni qaza hoi..
Teri justujoo ne kabhi kabhi
Mujhe mere RUB se mila diya